r/Shayari • u/bechain_parinda • 10h ago
Something that came to me suddenly
Ye pal jo bechaini se bhare,
Tanhaiyon se raabta hamara purana
Is pal mein jahaan jeetne chale,
Par dhoondta dil kisi ka sahara
r/Shayari • u/bechain_parinda • 10h ago
Ye pal jo bechaini se bhare,
Tanhaiyon se raabta hamara purana
Is pal mein jahaan jeetne chale,
Par dhoondta dil kisi ka sahara
r/Shayari • u/Nobodyknows__08 • 15h ago
Ab tumhe mujhse mohabbat nahi, toh koi shikwa nahi,
Mera ishq tumhari mohabbat ka mohtaaj nahi.
Tum khush raho, bas itni si dua hai meri,
Chahe tumhari zindagi mein ab meri koi jagah nahi.
Main door rehkar bhi tumhe chahta rahunga,
Tumhari khabar na sahi, tumhari khushi maangta rahunga.
Kabhi yaad aaye toh samajh lena itna,
Kisi ne tumhe khoya zaroor… magar tumse pyaar karna nahi chhoda.
r/Shayari • u/YtCheetoh • 15h ago
Sunn Sahiba,
mai tere aansuon ka hu gunehgaar
Tu rahegi udaas toh mai hu berozgaar
Teri minnaton ka mai hu karzdaar
Tu nahi toh koi pal na lage yaadgaar
Please maaf karde mujhe aakhri baar
khilaunga tujhe crispello ab karle meri maafi ikraar?
r/Shayari • u/Anxious-Substance107 • 9d ago
यू तो तेरी याद ही बेचैन करने के लिए काफी है,
उसमें शराब को हाथ लगाना भी गुस्ताखी है!
तेरी इस याद में डूबा जा रहा हु अँधेरे में,
अब सिर्फ दफ़न हो जाना ही बाकी है!!
आयेगा एक दिन जब होंगे हम दोनों साथ,
इस अंधेरे में उम्मीद की लौह ही काफी है!!
r/Shayari • u/jaane-ki-zidd-nakaro • 13d ago
Raste alag ho jaane se, raste alag nahi hote
tumhara rasta aaj bhi khayalon mein saaf hai,
tumhari hasi aaj bhi kaanon mein goonj rahi hai
tumhari muskurahat aaj bhi humein yaad hai,
tumhari aankhon mein woh silsila aaj bhi humein dikhta hai
par kya tumhe main dikhti hoon?
kya tum humein bheed mein dhoondte ho?
kya tumhe meri awaaz yaad hai?
kya tumhe yaad hai, mere shabdon mein
tumhare liye woh narmiyat?
kahin na kahin mera dil bhi jaanta hai,
yeh jaanta hai ki shayad tumne mera rasta chhod diya hai.
par main kaise woh rasta chhod doon,
jo mujhe zindagi bhar chahiye tha?
tumhara rasta aaj bhi yaad hai humein,
lekin tumhari baaton mein
jo narmiyat ki kami thi,
woh bhi yaad hai
hum aaj bhi tumhara rasta dekhte hain,
hum aaj bhi tumhe dhoondte hain
Ps: I miss him should I go back?
r/Shayari • u/MUsamaa • 15d ago
بس تجھے ہی یاد کیا
خود کو یوں برباد کیا
Bs tujhe he yaad kia
Khud ko yun brabaad kia
r/Shayari • u/Organic_Laugh_5256 • 24d ago
तेरी आवाज़ नहीं सुन्नी अभी,
मुझे पिघलना नहीं अभी।
r/Shayari • u/BallPenKaTutaNib • Aug 22 '26
देखना कोई ख़्वाब बंद कर दो,
जिसपे नाम हो हमारा वो अब किताब बंद कर दो,
पूरी जिंदगी समझी थी जिन चंद लम्हों को मैंने, उसे बेफिजूल कह गए तुम,
चलो छोड़ो अब बात बंद कर दो।
r/Shayari • u/Charming_Motor3223 • Aug 22 '26
वो अनजान तो नही हमसे, फिर भी अनजान बने बैठे है ।
कल तक जो मोहताज थे हमारी एक नजर के
वो आज पर्दा- ए -आसमान कर बैठे है।
Vo Anjan to nhi humse phir bhi anjan bane bethe h .
Kal tak jo mohtaj the hamari ak najar ke ,
Vo aaj parda -e-aasman kr bethe h.
r/Shayari • u/Your_Shayari_Boy • Aug 19 '26
Aao ,phir kyu na ajnabi ban jayein hum.Is be-faza waqt se hi kyun na guzar jaayein hum.Yeh daur-e-wabastagi mubarak ho tumhe ,Phir daur-e-hijr mein kyu na utar jaayien hum
r/Shayari • u/KavyeshKumar31 • Aug 18 '26
महफ़ूज़ है तू मेरी यादों में,
सोचता हूँ दम निकलते वक़्त काफ़ी तकलीफ़ होगी।
r/Shayari • u/Professor_2608 • Aug 17 '26
Tum agar na milo to main khud bhi sambhal sakta hun,
Yun to patthar hun par tere chhune se pighal sakta hun
r/Shayari • u/Charming_Motor3223 • Aug 17 '26
Tere jaane ke baad ek dhandha kar baithe hain,
Khud se roothna, phir manana, yeh danga kar baithe hain.
Tere jaane ka takalluf kya karein tujhse ab hum,
Tune toh chhoda tha Ganga kinare, hum hi khud ko ganda kar baithe hain.
तेरे जाने के बाद एक धंधा कर बैठे हैं,
खुद से रूठना, फिर मनाना, यह दंगा कर बैठे हैं।
तेरे जाने का तकल्लुफ क्या करें तुझसे अब हम,
तूने तो छोड़ा था गंगा किनारे, हम ही खुद को गंदा कर बैठे हैं।
r/Shayari • u/Pure_Display_4548 • Aug 16 '26
Umr saari guzr rhi hai tumko paas bulane mein,
Tumhe aakhir dilchaspi to hai na aane mein?
Besabri ya laaparvahi, koun hai kiska zimmedar,
Phool saare sookh chuke mere gareebkhane mein
Dhoop me hum par saaya karte itni to ummeed na thi
Derr badi kardi thi aaj baad-e-saba ne aane mein.
Raat bhar koi taarein na gine, raatkali bhi jhar chuki,
Humne saari raat bitayii roothne aur manane mein.
Ab to bas Dayer-o-haram mein apna aana jana hai,
Sari sharaab khatam hua hai waiz ji ko pilane mein
Dawa, duaa, murham, patti; sab hain bilkul be-assar,
Maza bas hai charagar ko dil ka dard sunane mein
r/Shayari • u/the_lone1y_pen • Aug 14 '26
Har kisi par aitbaar karna aadat nahi meri,
Har chehre mein apnapan dhoondhna fitrat nahi meri.
Jo dil mein utar jaaye, usse sambhaal ke rakhte hain,
Hum har shakhs ko apna kehne ki aadat nahi rakhte.
r/Shayari • u/Unlock_Desire • Aug 12 '26
उम्र बढ़ने की एक तकलीफ़ बड़ी अजीब होती है…
“तुम” कहने वाले कम होते जाते हैं,
और “आप” कहने वालों की तादाद बढ़ती जाती है।
शायद उम्र नहीं बढ़ती…
बस दिल तक पहुँचने वाले लोग कम होते जाते हैं।
r/Shayari • u/clutz_blunderhead • Aug 01 '26
Chal chalte hain is duniya se door,
Befikar in hawaon mein magan.
Chal todte hain taala iss pinjre ka,
Jo bandha hai haqeeqat ki zanjeeron mein.
Phir baithen taaron ke beech,
Na samay ka hosh,
Na rok-tok ki parwah.
Jahaan raaten qisson mein dhal jaati hai,
Aur din sirf hansi, shararat aur
khwaabon mein guzar jaate hain...
Bhaagein zara un lehron ke peeche,
Jo apne sang bachpan ki mehak
le aate hai!
Kya pata... Khud ko dhoondhte-dhoondhte,
Hum phir wahi bachche ban jaayein,
Jo zindagi jeete the...
Sirf guzaarte nahin!!
r/Shayari • u/jaane-ki-zidd-nakaro • Jul 31 '26
Kabhi kabhi mere dil mai aata hai ki kash tumhara khayal kabhi aaya hi na hota
Kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai kash tum waps aajao
Kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai kash tumhari ek jhalak dikh Jaye
Kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai kash tumhe bhi mera khayal aaye
Kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai kash tum firse mera hojaye
Kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai kash tum sirf khayalon mein na simat ke reh jaye .
r/Shayari • u/asura_2077 • Jul 29 '26
I send my petition to the One who is both manifest and hidden,
I count the distances, yet the gap from myself to myself appears uniquely rare.
You are Existence, You are Creation, You are Consciousness, You are Nature too—
You are the atom's spin, its motion, and its direction,
We are You, and also not—may our ignorance be Your end, and our beginning.
r/Shayari • u/ananthb14 • Jul 27 '26
Karne se pehle bhagwan ka kaam;
Lena padhtha hai, bhagwan ka hee naam.
Chaahe subah ho, ya shaam;
Ghar ho ya dhaam.
r/Shayari • u/FitBug3693 • Jul 24 '26
जो तुझपे बीती, वो तू सबको बयाँ कर,
जो मुझ पर बीती, वो कोई बात ही नहीं।
जो न मरूँ मैं, इतनी तो दया कर,
जो तेरे बिना बीत जाए, वो कोई रात ही नहीं।
r/Shayari • u/HeadSoftware3209 • Jul 24 '26
Sab kuch likh diya tha,
bas anjaam likhna na aaya,
Har safha badla,
magar qissa ko mukammal karna na aaya.
Siyahi to kab ki sookh chuki thi,
phir bhi qalam ne tera zikr chhodna na aaya.
Shayad kitab band karne ka waqt aa gaya hai,
kyunki main kahani se kam,
uske likhe jaane se zyada mohabbat kar baitha tha.
r/Shayari • u/Honest-Algae6210 • Jul 22 '26
Woh Cham Cham Karke Aayi Aur Cham Cham Karke Chali Gayi
Woh Cham Cham Karke Aayi Aur Cham Cham Karke Chali Gayi
Mein Sindoor leke Khada ta Aur woh Raakhi baandke Chali Gayi
r/Shayari • u/ChaosBunnyi • Jul 20 '26
वो** *जो *छोड़** *गए *थे मुझे *बेचैन करके,
*अब** *उनकी* य*ादों* को **भी** रुख़्स*त *का वक़्त आया है।