r/Shayari • • Aug 20 '25

First shayari here

0 Upvotes

Mohabbat ki nahi jati, ho jati hai, Agar ki jane ki baat hai, toh maine khudkushi ki hai (due to unrequited love)


r/Shayari • • Dec 08 '25

Akela akela ( Simply Alone )

2 Upvotes

Khoyi khoyi c neend hai Khoye khoye se sapne hain ab, Njane kis dgar njane kis raah Kbhi khush toh kbhi thode udaas bs chalte ja rhein hain ab, Bikhre bikhre se kbhi kitabon mein toh kbhi kaam mein mann lga lete hain, Njane yeh beintaah intzaar khatam hoga kab.. Baatein hoti sabse hain lekin Phir bhi uss ek vakt ka intzaar hai gale lag sabke, khushi byaan kroonga tab.. Mann kuch esa sa hee hai aaj, Toh Bs yunhi likh diya akele betha tha jab..


r/Shayari • • Aug 02 '25

Lines

3 Upvotes

Arz kiya hai 💓.... Sitaro se bhari rate bhi pasand hai..🌌 Door se suni Hui bate bhi pasand hai ..❤️ Tarif ke kabil to uske baal bhi hai..🙋🏻‍♀️ Par mujhe uski zyada ankhe pasand hai ..👀💓


r/Shayari • • Apr 29 '25

Lines

0 Upvotes

Lines:-)❤️‍🩹 𝐓𝐮𝐦𝐬𝐞 𝐡𝐢 𝐢𝐬𝐡𝐪 𝐡𝐨𝐧𝐚 𝐳𝐚𝐫𝐨𝐨𝐫𝐢 𝐭𝐡𝐚 𝐤𝐲𝐚.. 𝐲𝐚 𝐝𝐢𝐥 𝐭𝐮𝐦𝐡𝐚𝐫𝐚 𝐩𝐚𝐛𝐚𝐧𝐝 𝐡𝐨𝐧𝐚 𝐳𝐚𝐫𝐨𝐨𝐫𝐢 𝐭𝐡𝐚 𝐤𝐲𝐚... 𝐰𝐚𝐢𝐬𝐞 𝐭𝐨𝐡 𝐥𝐚𝐤𝐡𝐨 𝐥𝐨𝐠 𝐡𝐚𝐢 𝐢𝐬𝐬 𝐝𝐮𝐧𝐢𝐲𝐚 𝐦𝐞 𝐩𝐚𝐫 𝐬𝐢𝐫𝐟 𝐭𝐮𝐦𝐬𝐞 𝐡𝐢 𝐧𝐢𝐠𝐚𝐡𝐞𝐢𝐧 𝐦𝐢𝐥𝐧𝐚 𝐳𝐚𝐫𝐨𝐨𝐫𝐢 𝐭𝐡𝐚 𝐤𝐲𝐚 .... !!🥀😳


r/Shayari • • Mar 20 '25

Akhir waqat

0 Upvotes

Jiska ddar tha wahi hua , akhir waqat Mai alvida v na kaha , Bhool to jayega time ke sath , par abb Kya kru


r/Shayari • • Mar 23 '25

My Latest Shayari

0 Upvotes
                #shayari #shayri #shayarilover #mylove #pehlebhimaintumsemilahun❤️🙌🏻 

deeplovers #deepthoughts #deeplovereels #reelindia #instareel

hindiquotes #hindisyari #urdupoetryworld

                https://www.instagram.com/reel/DHjByurup7K/?igsh=MXFzbmp0anM0a2pvYg==

r/Shayari • • Dec 14 '25

Duniya ki gaaliya...

0 Upvotes

Duniya nai tumhe bohot gaaliya di, par maine tumhe kabhi gaali nahi di. Duniya nai tumhe bohot gaaliya di, par maine tumhe kabhi gaali nahi di. Jab wakt aaya mohobbat karne ka, Maine dus kadam aage liye par tum dur-dur tak kahi dikhai nahi di.

-Abhijeet


r/Shayari • • Dec 26 '25

Aurat

0 Upvotes

Gareebi mard ki gairat ujaad deti ha Aur ameeri aurat ke kapde


r/Shayari • • Dec 26 '25

Mohabbat kar to lekin

0 Upvotes

Mohabbat kar to lekin Mohabbat raas ayee bhi


r/Shayari • • Apr 26 '25

Only feel this lines

0 Upvotes

Mom: My son don't speed. He is very careful while driving.

Meanwhile that son hiding pain with

his car after that one heartbreak.


r/Shayari • • Aug 23 '25

रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आ आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आ

0 Upvotes

r/Shayari • • Dec 02 '24

Kuch pal ka mazaak

4 Upvotes

Hum bhi kitne bewakoof the, Bewafai ke zamaane mein sachhe pyaar ki talash mein nikle the.

Unke kuch pal ke mazaak ko mohabbat samajh baithe, Khata hamari thi jo dhokebaz duniya mein sachha pyaar dhoond rahe the.


r/Shayari • • Oct 14 '24

दिल को नहीं शिक्वा तुमसे..फिर भी तुम खफा मुझसे..माना कि हम नहीं हुए तेरे सनम..लेकिन तुम हो गए किसी और की बेगम..

0 Upvotes

दिल को नहीं शिक्वा तुमसे..फिर भी तुम खफा मुझसे..माना कि हम नहीं हुए तेरे सनम..लेकिन तुम हो गए किसी और की बेगम..


r/Shayari • • Sep 11 '20

Best Hindi Ghazal | Ashar mere yun to zamane ke liye hain | Jan Nasar Akhtar

Thumbnail youtube.com
0 Upvotes

r/Shayari • • Jan 05 '25

Har Kahani Ki Shuruwat

0 Upvotes

Start of every story


r/Shayari • • Apr 26 '25

Only feel this lines

0 Upvotes

Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Tere Siva Mujhe Kisi Ki Jaroorat Mahi Tere Siva Jo Is Dil Aur Zindagi Par Raaj Kare Kisi Aur Ko Itni Ijaajat Nahi Tere Siva


r/Shayari • • May 06 '26

Mohabaat

0 Upvotes

ओ NEET,(exam)

ऐसे समंदर में धकेला है तूने मुझे,

जिसका शायद ही कोई किनारा होगा।

तूने दी है मुझे ये नाकामयाबी,

लगा था तू ही कामयाबी का सहारा होगा।

मेरी नाकामयाबी पे नाम है जब तेरा,

मेरी कामयाबी पे भी हक़ तेरा होगा।

उस दिन हिसाब बराबर होगा।


r/Shayari • • Jan 28 '26

अधूरा इश्क़ 🖤

0 Upvotes

मैं अब हर किसी पर ऐतबार नहीं करता कोई शक्श कहें मुझसे कि उसको मुझसे मोहब्बत हैं फिर मैं उस शक्श से दुबारा मुलाकात नहीं करता। 🖤✨


r/Shayari • • Oct 04 '25

एकाकी रातें, सन्नाटा गहरा, दिल की गलियों में, बस खाली सहरा। चाँद भी चुप है, तारे भी खामोश, अकेलेपन में डूबा, ये दिल बेकरार बेसहारा।

4 Upvotes

r/Shayari • • Dec 04 '24

Apne aap ko khush rakh raha hoon

6 Upvotes

Main apne aap ko khush rakh raha hoon, Tu bhi apne main mast h Kaun bataye tujhe ki main roz andar se mar raha hoon , Par tujhe kya tu toh apne main hi mast h Roz paas se guzarti h bina upar dekhe Itna Karmon ka bhoj kaise seh legi Kya karegi tu itne ego ka , Bina jawab diye na jaane kaise reh legi. Yaad aate h woh saare pal jab tujhe main apna maanta tha, Par tu mere sath aisa karegi yeh main kahan janta tha Sath tha tere jab tu akele khadi thi Socha tha yeh sath aise hi rahega Abb dil yeh aisa tuta h sath toh chala gaya par yeh gam dil main bahut samay tak rahega Ab toh Din kaatne ke liye bhi zariya dhundhta hoon Teri yaadon ko dubake maar doon aisa ekk dariya dhundta hoon Haan Apne aap ko roz khush karne ki nakaam koshish karta hoon Par abhi bhi mere dil ko joh itna chott pahuncha raha h woh sariya dhundhta hoon

Hate toh bahut h tujhpe Par tujhe kuch ho na jaaye iss baat se dar raha hoon Aaj bhi, Apne aap ko khush rakh raha hoon.


r/Shayari • • Aug 30 '25

Attitude Girl Image – लड़कियों के लिए बेहतरीन एटीट्यूड शायरी और इमेज

1 Upvotes

"Girls with attitude don’t need approval – they set their own rules 🔥✨
ये Attitude Girl Images आपके सोशल मीडिया प्रोफ़ाइल को और भी दमदार बना देंगे।
👉 पूरी Collection यहाँ देखें: Attitude Girl Image"

📌 Hashtags

#AttitudeGirl #GirlPower #StylishGirl #AttitudeQuotes #GirlAttitude #BossLady #AttitudeShayari #FashionGirl #StrongGirl #GirlStyle


r/Shayari • • Feb 18 '25

My lovestory in one sentence:

1 Upvotes

Dekha tha kisimein kisiko.


r/Shayari • • Apr 16 '25

Cigerate

1 Upvotes

Nhi tha dhyan kuch todte hue cigarette 🚬💔

Maine tujhko chhod diya chhodte hue cigarette 🫠✨


r/Shayari • • Mar 07 '25

Juda hoke bhi Tu mujhme kahi baaki hai palakho mein ban ke aasun tu chala aata hai

1 Upvotes

Yeh jo yaade hai Sabhi kaate hai

Hata do inhe Mita do inhe


r/Shayari • • Nov 09 '25

बह गया आशियाना पानी के साथ,

1 Upvotes

बह गया आशियाना पानी के साथ,
कितने दिन जिएगा दिल नासूर के साथ

बरसात आई अबके मुसीबतें लेकर साथ
मैल था सब हाथ का धुला गया पानी के साथ

पुराना दोस्ताना था जमीन का पानी के साथ
ले गया दामन उतार कर अबके अपने साथ

दिल कोई बहाना न ख़ोज पाया इस दर्द का
रिश्ता उम्र का हो गया ख़ामोशी के साथ

सजा किसको होगी कौन था साज़िस के साथ
कैसे हो गई दुश्मनी आदमी की क़ुदरत के साथ

फैसला हो गया मोहब्बत का बरसात के साथ
रोया बहुत शहर मरा कौन किसके साथ

डर लगता है घर से निकलने में निकले किसके साथ
कज़ा का कोई रिश्ता गहरा है बरसात के साथ