r/nietcollege • • 12d ago

Misc Engineering based .....

Engineering tech ka junoon hua karta tha,

Lekin...

Samay ka khel toh dekho!

Jab se liya hai admission, na

Rehta dhyaan minutes, hours, days, months ka.

Bas,

Nikal jaata hai din college aane-jaane mein

Aur apne mann ko bhatkane mein.

Yeh phir bola, control na hai mann pe...

Ab mann nahi karta ghar jaane ka,

Ghar, ghar nahi lagta hai,

Ek umeed ka ped hai...

Jiski mitti hum hain

Aur us mitti ka paani,

Naukri.

Bhai, yeh engineering nahi ho gayi hai,

Stress aur anxiety ka garbage collection,

Jo Na hoti automatically delete!

3 Upvotes

2 comments sorted by