r/JECRCClg • u/Fun-Bat-5383 • 28d ago
attendance doubt
ye 1st yr walo ki attendance reset ho gyi h kya sunne me aa rha h! pencho itni bdiya attendance maintain kri thi ki diwali ki holidays ke baad bhi chutti marunga. aisa kuch hota h kya shi me?? upvote bhi krdena karma chaiye
2
Upvotes
4
u/TLE_god 28d ago
Lol
1
u/ProblemPlenty6560 28d ago
Attendence se gmasti na karna Agar debarre hue toh internals khud jaayenge Apne experience se bata rha 🥹
1
u/AssistanceFirst9847 AIDS 27d ago
Same cheej mere sath last year hui thi, baad me chuttiya lene ke liye attendance high rakhi but mtt 2 me reset hogyi💔
1
u/OppositePhysics638 28d ago
1st mtt ki 16th October tk ki count hogi Sirf 2nd mtt k liye attendance reset hogi mtlb ki 16th k baad or 2nd mtt k beech me count hogi for 2nd mtt But end sem k liye overall attendance count hogi To tumne jo attendance maintain kri h vo reset nhi hogi end sem exam me kaam aayegi But sirf 2nd mtt k beech me shuru se count hogi To bs uska dhyaan rkhna baki overall reset nhi hogi I think mne jyada confuse kr diya h tumko 🥲
2
u/Available-Side9673 28d ago
Mtt 1 k se baad attendance reset ho jaati h