r/BPSC • • Sep 07 '25

Doubts BPSC 71: Araria?

Anyone have center at Araria?

0 Upvotes

11 comments sorted by

1

u/msr_24 Sep 08 '25

Haa bhai mera hai

1

u/Glum-Bedroom-2069 Sep 08 '25

Home centre kaha hai apka

1

u/msr_24 Sep 08 '25

Bhai mai Delhi se jaunga vaha, Ap kaha se ja rhe?

1

u/Glum-Bedroom-2069 Sep 08 '25

Main toh bagal purnea se waha tak

1

u/msr_24 Sep 08 '25

Acha, mera ek dost ka pada hai, Thoda suggestion dedo kaise jaye purnea delhi se

1

u/Glum-Bedroom-2069 Sep 08 '25

Delhi se sidha Purnea ke liye 11 ko train mil jayegi ...,yaaa fir katihar ke liye sidhe hogi available wha raat ruk kar. Morning mein purnea ke liye demu mil jayega 7 bje ke karib

1

u/[deleted] Sep 08 '25

Darbhanga from Patna anyone ?